2017-02-21

Blog Me New Post Publish Kaise Kre



 
Blog Me New Post Publish Kaise Kre

Blog Me New Post Publish Kaise Kre?



Step1. Sbse pehle aap Blogger.com par ja kar log in kr le.
Step2. Ab New Post Par click kre

Step3. Ab Ek New Window Khulegi. Jisme aapko Apni post likhni hai

 1. Yaha aapko apni post ka Title likhna hai.
 2. Ise Toolbar kehte hai. Isse aap apne post ko customize kr skte ho. Jaise font change, color change, font size change, etc etc. Aapko agar apne post me picture add krna hai to aapko toolbar me picture waale button pe click krke picture add krna hoga.
 3. Yhe pe aap jo jaankaari publish krna chahte hai wo likhe.
 4. Aap jbb bhi post upload kre to usme km se km ek image jaroor add kre. Kyuki ek image 1000words ke brabar hoti hai.
 5. Yha par aapko apni post se related label dena hai. Jaise aap facebook ke koi tricks ke baare me post likh rhe hai to label hoga Facebook Tricks ya Facebook. Aap ek post me 4-5 label lga skte hai. Label ke bich me , (comma) jaroor lgaaye. Jaise Facebook, Tricks.
 6. Yha par aap apne post ke time or date ko edit kr skte hai. Ya apne post ko schedule bhi kr skte hai. Ki aapko apni post ko kis time pe publish krna hai.
 7. Yha pe aap apni post ka URL edit kr skte ho.
 8. Yha aapko apni post ke baare me 140words me likhna hota hai. Google pe search krne par aapke post ke niche ye description likha hota hai.
 9. Ab Publish pe click krke post ko publish kr de.

Aapki post upload ho chuki hai.

Agar aap chahte hai ki aapko blogging se related saari jaankaari milti rhe to aap hme subscribe jaroor kre or hmaare facebook page ko like kre.

Agar aapko ye post achha lga to share jaroor kre.




Don't be selfish... Share this article with your friends :)
Facebook Twitter Google Digg StumbleUpon Reddit LinkedIn Pinterest

Authored by:

0 comments: