Ek new blog bnane ke baad uspe visitors ka hona bhut hi jyada jaroori hai. Har ek blogger sochta hai ki mai kya kru jo mere blog pe jyada se jyada visitors aaye. Kyuki hmaari site pe jitne jyada visitors honge utni jyada hmaari income hogi.
Aaj iss post me jaanenge Top15 tips jisse hum apni blog ki traffic instant bdha skte hai.
Agar aapne abhi tk apna blog nhi bnaya to apna blog bna le - Blog Shuru Kaise Kre?
Blog Ki Traffic Instant Kaise Bdhaye?
1. Blog Title
Aapke blog ka name aisa hona chahiye jise pdhne ke baad visitor smjh jaaye ki blog me kya ho skta hai. Aapke blog ka name aisa hona chahiye jo yaad rkhne me aasaan ho. Aapke blog ka name jyada bra nai hona chahiye.
2. Attracting Template
Aapke blog ka design jitna attracting hoga utne hi jyada visitors apki blog ko psnd krenge or wo aapke blog pe bar-bar aayenge.
3. Logo
Aapke blog ka ek logo jaroor hona chahiye. Jise dekhte hi visitors smjh jaaye ki ye aapka blog hai.
4. Add Links in Post
Blog ki hrr post me apni dusri post ko link jaroor kre. Isse aapke visitors aapki dusri post ko aasani se pdh paayenge.
5. Search Box
Blog ke home page pe search box jarur lgaaye. Jisse aapke visitors aapke blog me koi jaankaari search kr ske.
6. Target Audience
Iss baat ka dhyaan rkhe ki aapke blog pe aapke visitors aapke kis post ko jyada psnd kr rhe hai. Usi hisaab se aap agli post publish kre.
7. Post Image
Hmesa apni hrr post par apne post se related image jaroor add kre.
8. Writing
Apni post likhne ki style par bhi dhyaan de. Khi koi mistake ho to solve kre. Aapka typing Style aisa hona chahiye jo aapke visitors ke smjh me aaye.
9. Fast Answer All Comments
Aap apne visitors ke swaal ka jbab jldi dene ki kosis kre. Kyuki aap jitn jldi unke questions ka answer denge. Ho skta hai wo next question puchhne bhi aapke blog pe hi aaye.
10. Link FB Fan Page
Apne blog ke liye facebook pe ek fanpage bnaaye or apne website ke sath attach kre.
11. About Us
Apne Blog Pe ek about us page jaroor bnaaye. Jisme apne baare me or apne blog ke baare me likhe. Taki aapke visitors aapke baare me jaan ske.
12. Contact Us
Apne blog pe contact us page bnaaye. Taaki aapke visitors aapse contact kr ske.
13. Social Media
Apne hrr post ko social media pe share kre. Jisse aapki traffic bhut jyada bdhegi.
14. Right Time
Agar aap chahte hai ki aapke blog pe jyada se jyada visiors aaye to jbb aapke blog pe jyada visitors aate hai uss time pe apna post publish kre. Ya aap koi ek time choose kr le or roz usi time pe post publish kre.
15. Post Continue
Traffic bdhane ke liye continue post kre. New bloggers ke liye daily ek post krna bhut jaroori hota hai.
- Also Read : New Post को 1 मिनट के अंदर Search Engine में कैसे लाएं ( Fast Indexing Trick )
- Also Read : Black Hat SEO Vs White Hat SEO क्या होता है : Difference समझें
- Also Read : Backlinks Kya Hota Hai ? | Backlinks क्या होता है? Backlinks प्राप्त करना कैसे शुरू करें?
Aapko ye post kaise lgi hme comment krke jaroor btaaye or is post ko share krna na bhoole.
Nice post bro
ReplyDeleteThank You. Keep Visiting
DeleteNice Article
ReplyDeleteKeep Visiting Sonu
DeleteReally helpful article
ReplyDeleteKeep Visiting Shalu
DeleteBhai aap bhut achha post likhte hai
ReplyDeleteThank You Aditya. Keep Visiting
Delete