Kya aap chahte hai ki aapka blogger blog professional dikhe?
Kya aap chahte hai ki aapka blog secure ho jaaye?
Kya aap chahte hai ki aapka blog fast open ho?
Kya aap chahte hai ki aapke blog av jitna SEO Optimized hai usse khi jyada ho jaaye?
or Blogger blog pe Free me SSL Certificate kaise enable krte hai??
Agar aapka jwaab haa hai to aap sahi jagah pe post padh rhe hai. Hum sab jaante hai ki Blogger Platform free me SSL HTTPS Certificates deta hai. Par wo sirf blogspot domain ke liye available hota hai. jaise www.yourdomain.blogspot.com
To kyu naa hum ye sikhe ki Blogger me Custom Domain pe bhi free me SSL Certificate enable kre. Free SSL enable krke aap apne blog ko HTTP se HTTPS kr skte hai. Jisse aapka blog pehle se jyada secure ho jaayega.
SSL Certificates Blog Par Use Krne Ke Fayde
- Aapka blog pehle se professional dikhega.
- SSL Certificate aapke blog ko hackers se protect krega.
- Aapka blog secure or fast ho jayega.
- HTTPS use krne pe aapke blog ka ranking google me upar ho jaayega.
SSL Certificate Enable Kaise Kre
Step1 : Sbse pehle aapko apne blog ko cloudflare se connect krna hoga. Iske liye ye post pdhe Blog Par Free Cloudflare CDN Setup Kaise Kre (Full Guide)
Step2 : Ab aapko cloudflare me SSL Certificate activate krna hai.
Congratulations, aapke blog ke lie cloudflare me SSL active ho gya hai.
Step3 : Ab aapko apne blog ko HTTP se HTTPS pe redirect on krna hai. Yah sbse important hai. Niche diye steps ko carefully follow kre.
1. Page Rules tab me jaaye
2. Create Page Rule pe click krke niche diye screenshot jaise 2 Page Rule create kre. Or abhinavajmods.com ki jagah apne blog ka name daale.
3. Page Rule create krne ke baad Firewell tab me jaaye
4. Security Level ko 'Low' kr de.
5. Ab cloudflare me saara work ho chuka hai. Log Out kr de.
Step4 : Ab Apne blogger acoount me login kre. Or Template me jaake Edit HTML kre. Uske baad </head> search kre or niche diye code ko copy krke </head> se thik pehle paste kre. Or yourdomain ko change krke apne blog ka url daal de.
Step5 : Ab niche diye code ko search kre.
Iss code ko remove kr de or ab <head> search kre. Or niche diye code ko <head> ke thik baad paste kre.
Customization :
- yourdomain : ise apne blog ke name se change kr de
- BLOGID : iss jagah apne blog ka Blog ID paste kr de. Agar aapko apna blog id nhi pta to ye post What's Your Blogger Blog ID? | Aapka Blogger Blog ID Kya Hai? pdhe.
Step6: Ab Template ko save kr de. Aapke blog pe Free SSL Certificate enable ho chuka hai. :-)
HTTP se HTTPS Pe Jaane Ke Baad Kya Na Kre?
Update :- Search Console me New property add na kre usme apne blog ke url ke http://www.yourdomain.com hi rehne de. Agar aap new property add krenge to aapka Search Rank kmm ho skta hai. So, Sirf blog ko Https kre Search Console me nhi.Wrapping Up...
I hope aapko ye article pasand aaya hoga. Or mai sure hu ki ye article aapke blog ko ek kadam aage le jaayega. Or aapko blog ke search engine ranking ko bhi improve krega. Agar aapko kisi tarah hi problem hui hai to comment ke madhyam se hmse apne swaal jaroor puchhe. Or Agar aapko ye post psnd aaya to isse jyada se jyada share kre taaki dusre bloggers ko iss article se help mile.
hey dear
ReplyDeletevery nice and amazing post, thanks for the sharing. :)
Thanx. Keep visiting
DeleteThanx abhinav bro for this helpful article
ReplyDeleteKeep visiting shaurya
DeleteSir, kya hum search Console me https link add nhi kar skte?
ReplyDeleteRahul aap post ko thik se padhe. SEARCH CONSOLE me https://www.yourdomain.com add krenge to SEO rank kmm ho skta hai.
DeleteAbhinav Apne bahut badhiya information di hai. thanks
ReplyDeleteThanx Shubham, Hmaare blog visit karte rhe. Or hmare blog ko subscribe kre.
Deleteapne flexible kyun choose kiya full strict kyu nhi aur https green kyun nhi hota hai
ReplyDeleteAap Template edit kijiye or saare http ko https me change kar dijiye. Green SiteLock show hone lgega.
Deletesir me me palki2 template use karta hu(aap jo use karte hai) and is ke premium version buy karna hai but is ke links me kuch problems hai...!!!
ReplyDeleteab me kya karoo aap bhi cheak kare contact form me bhi mail kya hai but koe replay nahi kya can you help me?
Aap mujhe abhinavajmods@gmail.com par contact kro
Deleteagar hm free version theme ke sath https enable krte hai aur fir jab hm premium version theme buy krenge to phir se enable krna hoga ya ek bar me hi ho jayega
ReplyDeleteabhinv ji nam server chng nhi krna hoga is settings m
ReplyDeletebrother aapne apne blog par ssl certificate kyu use nahi kia,, Kya free ssl certificate ke kuch nuksaan bhi hain kya.
ReplyDeleteagar kuch nuksaan hain to aap vo bhi apni post me batayen
sir pad ssl ke sat https kase enable kae or yadi hamari website mai ki rank hi nhi hai to mai search consol mai https ke sath add karta hu to koi dikat to nhi hogi ya phir http ke sath add karu
ReplyDeletebhai aapne ye to nahi bataya ki temlet ko kaise edit kare
ReplyDelete