2017-04-06

Blogger Blog Me Custom Domain Ke Sath Free Me HTTPS Enable Kaise Kare? Free Cloudflare SSL Setup Kaise Kare?

Blogger Blog Me Free Cloudflare SSL Setup Krke Blog Ko Secure Kaise Kre

Hello Bloggers, Mai aapse kuchh question puchhna chahta hu.

Kya aap chahte hai ki aapka blogger blog professional dikhe?
Kya aap chahte hai ki aapka blog secure ho jaaye?
Kya aap chahte hai ki aapka blog fast open ho?
Kya aap chahte hai ki aapke blog av jitna SEO Optimized hai usse khi jyada ho jaaye?
or Blogger blog pe Free me SSL Certificate kaise enable krte hai??

Agar aapka jwaab haa hai to aap sahi jagah pe post padh rhe hai. Hum sab jaante hai ki Blogger Platform free me SSL HTTPS Certificates deta hai. Par wo sirf blogspot domain ke liye available hota hai. jaise www.yourdomain.blogspot.com

To kyu naa hum ye sikhe ki Blogger me Custom Domain pe bhi free me SSL Certificate enable kre. Free SSL enable krke aap apne blog ko HTTP se HTTPS kr skte hai. Jisse aapka blog pehle se jyada secure ho jaayega.

SSL Certificates Blog Par Use Krne Ke Fayde


  • Aapka blog pehle se professional dikhega.
  • SSL Certificate aapke blog ko hackers se protect krega.
  • Aapka blog secure or fast ho jayega.
  • HTTPS use krne pe aapke blog ka ranking google me upar ho jaayega.
 Note :- Agar aap SSL Certificate enable kr lenge to fir disable nhi hoga.

SSL Certificate Enable Kaise Kre


Step1 : Sbse pehle aapko apne blog ko cloudflare se connect krna hoga. Iske liye ye post pdhe Blog Par Free Cloudflare CDN Setup Kaise Kre (Full Guide)

Step2 :  Ab aapko cloudflare me SSL Certificate activate krna hai.















1. Crypto tab pe click kre
2. SSL Selection me se Flexible choose kre.

 Congratulations, aapke blog ke lie cloudflare me SSL active ho gya hai.

Step3 : Ab aapko apne blog ko HTTP se HTTPS pe redirect on krna hai. Yah sbse important hai. Niche diye steps ko carefully follow kre.
 















1. Page Rules tab me jaaye
2. Create Page Rule pe click krke niche diye screenshot jaise 2 Page Rule create kre. Or abhinavajmods.com ki jagah apne blog ka name daale.

























3. Page Rule create  krne ke baad Firewell tab me jaaye
4.  Security Level ko 'Low' kr de.





5. Ab cloudflare me saara work ho chuka hai. Log Out kr de.

Step4 :  Ab Apne blogger acoount me login kre. Or Template me jaake Edit HTML kre. Uske baad </head> search kre or niche diye code ko copy krke </head> se thik pehle paste kre. Or yourdomain ko change krke apne blog ka url daal de.

 

Step5 : Ab niche diye code ko search kre.


Iss code ko remove kr de or ab <head> search kre. Or niche diye code ko <head> ke thik baad paste kre.

 


Customization :

  1. yourdomain : ise apne blog ke name se change kr de
  2. BLOGID : iss jagah apne blog ka Blog ID paste kr de. Agar aapko apna blog id nhi pta to ye post  What's Your Blogger Blog ID? | Aapka Blogger Blog ID Kya Hai?   pdhe.


Step6: Ab Template ko save kr de. Aapke blog pe Free SSL Certificate enable ho chuka hai. :-)

HTTP se HTTPS Pe Jaane Ke Baad Kya Na Kre?

Update :- Search Console me New property add na kre usme apne blog ke url ke http://www.yourdomain.com hi rehne de. Agar aap new property add krenge to aapka Search Rank kmm ho skta hai. So, Sirf blog ko Https kre Search Console me nhi.



 Wrapping Up...
I hope aapko ye article pasand aaya hoga. Or mai sure hu ki ye article aapke blog ko ek kadam aage le jaayega. Or aapko blog ke search engine ranking ko bhi improve krega. Agar aapko kisi tarah hi problem hui hai to comment ke madhyam se hmse apne swaal jaroor puchhe. Or Agar aapko ye post psnd aaya to isse jyada se jyada share kre taaki dusre bloggers ko iss article se help mile.






2017-03-09

Blog Par Free Cloudflare CDN Setup Kaise Kre (Full Guide)



हेल्लो ब्लॉगर्स,
वेबसाइट की लोडिंग स्पीड सर्च इंजन में बेटर रैंक पाने का बहुत ही Important  Factor  है. अपनी साइट की स्पीड बढाने के लिए हम बहुत तरीके use करते है. ब्लॉग लोडिंग टाइम को कम करने के लिए CDN (Content Delivery Network ) एक पॉपुलर रास्ता है. जो आपकी साइट की स्पीड को काफी बढा देता है. यहा  मैं आपको Cloudflare CDN के बारे में बता रहा हूँ.

 Iss post me mai aapko btaunga ki aap apne blog me Free me Cloudflare CDN kaise setup krte hai. Aapka blog ya blogger pe ho ya wordpress pe. aap iss post me btaaye step se kisi bhi blog me free cloudflare cdn setup kr skte ho.


Blog Me Cloudflare CDN Setup Kaise Kre



Step1 : Add Website

Sbse pehle aap Cloudflare.com pe jaaye or sign up kre. And uske baad login kre.


  1. Ab Add Site par click kre
  2. Apne website ka url add kre
  3. Begin Scan pe Click kre.
  4. Continue pe click kre.


Step2 : Choose Plan

 Ab aapko plan choose krna hai. Yha mai aapko free plan ke baare me bta rha hu so aap Free Website ko select krke Continue pe click kr de.


Step3 : Update Nameservers

Ye nameservers aapko apne domain ki site par add krne hai. jha se aapne apna domain khrida hai. Jha se aapne domain khridaa hai uss siye par jaaye login kre. Or DNS ke setting me jaake new nameservers add kre.


Name Server add krne ke baad Continue pe click kr de.



Finally Sbhi setting ho gyi hai. 5-7 Hours ka wait kre. Kv Kv 12hours bhi lgg jaate hai. Iske baad aapka blog work krne lgega.

Agar aapke man me koi swaal hai to comment ke madhyam se hmse jaroor puchhe.

Or aapko ye post achha lga to share krna na bhoole.