2017-03-09

Blog Par Free Cloudflare CDN Setup Kaise Kre (Full Guide)





हेल्लो ब्लॉगर्स,
वेबसाइट की लोडिंग स्पीड सर्च इंजन में बेटर रैंक पाने का बहुत ही Important  Factor  है. अपनी साइट की स्पीड बढाने के लिए हम बहुत तरीके use करते है. ब्लॉग लोडिंग टाइम को कम करने के लिए CDN (Content Delivery Network ) एक पॉपुलर रास्ता है. जो आपकी साइट की स्पीड को काफी बढा देता है. यहा  मैं आपको Cloudflare CDN के बारे में बता रहा हूँ.

 Iss post me mai aapko btaunga ki aap apne blog me Free me Cloudflare CDN kaise setup krte hai. Aapka blog ya blogger pe ho ya wordpress pe. aap iss post me btaaye step se kisi bhi blog me free cloudflare cdn setup kr skte ho.


Blog Me Cloudflare CDN Setup Kaise Kre



Step1 : Add Website

Sbse pehle aap Cloudflare.com pe jaaye or sign up kre. And uske baad login kre.


  1. Ab Add Site par click kre
  2. Apne website ka url add kre
  3. Begin Scan pe Click kre.
  4. Continue pe click kre.


Step2 : Choose Plan

 Ab aapko plan choose krna hai. Yha mai aapko free plan ke baare me bta rha hu so aap Free Website ko select krke Continue pe click kr de.


Step3 : Update Nameservers

Ye nameservers aapko apne domain ki site par add krne hai. jha se aapne apna domain khrida hai. Jha se aapne domain khridaa hai uss siye par jaaye login kre. Or DNS ke setting me jaake new nameservers add kre.


Name Server add krne ke baad Continue pe click kr de.



Finally Sbhi setting ho gyi hai. 5-7 Hours ka wait kre. Kv Kv 12hours bhi lgg jaate hai. Iske baad aapka blog work krne lgega.

Agar aapke man me koi swaal hai to comment ke madhyam se hmse jaroor puchhe.

Or aapko ye post achha lga to share krna na bhoole.









Don't be selfish... Share this article with your friends :)
Facebook Twitter Google Digg StumbleUpon Reddit LinkedIn Pinterest

Authored by:

2 comments: