2017-03-10

A2JM Social Icons Widget For Blogger




Hello Readers,
Iss article ke sath mai aapse share krne ja rha hu ek social icon widget. Jo aapke blog ke look ko kaafi improve krega. Apne blog pe social icon widget add krna sbse achha trika hai apne blog ko aasaani se promote krne ka.

A2JM Social Icon Widget Ko Setup Kaise Kre



Step1 : Apne blogger account me login kre.
Step2 : Template me jaake Edit HTML pe click kre
Step3 : Ctrl+F dba ke </style> search kre. Or niche diye code ko </style> se thik pehle paste kre



Step4 : Save Template pe click kr de.
Step5 : Layout me jaaye or sidebar me Add A Gadget pe click kre.
Step6 : HTML/JavaScript pe click kre.
Step7: Niche waale link ko copy krke paste kre

 

Step8 : USER_NAME ki jagah pe apne social media ka username daal de or "app_count" ke aage apne social media ke likes followers ke numbers likh de. Or Save pe click kr de.


Agar aapko hmara ye post achha lga to share jarur kre. Taaki jyada se jyada bloggers iss widget ke baare me jaan ske.
Aapko koi presaani ho to comment ke madhyam se hmse apne swaal puchhe. :-)




Don't be selfish... Share this article with your friends :)
Facebook Twitter Google Digg StumbleUpon Reddit LinkedIn Pinterest

Authored by:

1 comment: