2017-03-15

SEO Kya Hai? | Search Engine Optimization Kya Hai? (Full Information)




Jo log blogging me new new aate hai wo sunte hai SEO SEO SEO to unke mind me ek question aata hai aakhir ye SEO hota kya hai. Wo google pe search krte hai bhut se blog pe jaate hai but wo answer se satisfy nhi ho paate. Aaj mai aapko btaane wala hu ki SEO Hota Kya Hai?

Har ek blogger ko SEO(Search Engine Optimization) ki jankaari hona bahut jaroori hai. SEO ko jaane bina aap apne blog pe achha traffic nhi paa skte. To Chliye aaj mai aapko SEO ke baare me details se smjhaata hu.

Actually SEO ko smjhna bhut hi aasan hai, Ise smjhne ke lie aapko iss article ko carefully padhna hoga. Agar aap dhyaan se pdhenge to mera manna hai ki aap achhi tarah se samajh jayenge ki SEO kya hota hai.

What is SEO?



SEO ka full name Search Engine Optimization hai. Yani apne website ko search engine se traffic paane ke liye optimize krna.

SEO Stands For 'Search Engine Optimization' it is process of getting traffic from the Search Results on Search Engine.

SEO ka mtlb hota hai Search Engine se free traffc paane ke liye apni site ke content ko optimize krna.

Google, Bing, Yahoo jaise sbhi search engines me logo ke site ke content show hote hai or ye log ek nhi bhut hote hai. Pehle blogs kmm the but jaise jaise internet user bdhe hai wse wse blog ki snkhya bdhi hai. Av internet pe milions blog maujood hai.

Saare blogs me se search engine unhi logo ke post to sbse pehle show krta hai jinki post search engine se optimize ki gai ho.


Basically SEO 2 Types Ki Hoti Hai :



On Page SEO : Isme Website speed, Title Tag, Meta Description, Keyword Sencity, Image Alt Tag, Internal External Links, Bold Important Keywords, Mobile Friendly Templat, Post Heading, Post Lenth, Sitemap Optimization aate hai.

Off Page SEO : Isme Search Engine Submission, Keywords in Post, Bookmarking Your Website, Use Social Medias, Share button, Blog Commenting or Guest Post aate hai.
Isme sbse impostant factor Backlinks hota hai. Aapki site par jitna backlinks hoga google ke nazar me aapke site ki utni reputation hogi.



Wrapping Up...

Agar aap SEO ko abhi tak thik se smjh nhi paaye to Seo ke baare me or adhik jaanne ke liye aap AbhinavAjMods pe SEO se related post pdhiye.

Agar aapko ye post pasand aaya ho to please share jrur kre.





Don't be selfish... Share this article with your friends :)
Facebook Twitter Google Digg StumbleUpon Reddit LinkedIn Pinterest

Authored by:

0 comments: