2017-08-31

Blog main free domain kaise lagaye

Blog main free domain kaise lagaye
Aaj mai aapke saath  Freenom se free domain kaise kharidte hai uske bare me jankari share karunga. Internet par Godaddy or Bigrock ke alwa bhi kuch aise Domain reseller websites hai jo aapko free me domain name provide karti hai.




Freenom se free me domain kaise kharide
Img Src Pixabay

Agar aap ek proffesional hai to aapko apne blogger blog ke liye domain name ki jarurat padti hai aap domain name Big Rock or Godaddy kahi se bhi kharid sakte hai lekin jab aapke pass budget ki kami ho to aap temporary free domain name ka use kar sakte hai.Blogger Ke Sabhi Post Me Adsnese Ads Kaise Lgaaye | Blogger की सभी Post में Adsense के Ads कैसे लगाते हैं
Freenom website aapko free me domain name provide karti hai par ye aapko .com extension nahi deti hai waise aap ish website se .com bhi kharid sakte hai lekin agar aapko kharidna hi hai to Godaddy se hi kyu nahi hai na.
Freenom website par aapko free me domain to mil jati hai aur wo professional bhi lagti hai par extension me .tk or .ml di jati hai isme aapko free me .com nahi diya jata hai par aap ishe freenom website se cheap price me buy kar sakte hai.Blog Ki Traffic Bdhane Ke Liye 15 Tips | Top15 Tips To Increase Traffic Instant

Freenom Se Free Domain Kaise Register Kare?

Free domain register karne ke liye freenom website sabse best domain reseller website hai jin logo ko nahi pata ki freenom website kya hai unhe me short me batane ki koshish karunga ki Godaddy ki hi tarah freenom ek domain reseller website hai jaha par aap free or paid dono hi tarah ke domain buy kar sakte haiDomain Name Kya Hota Hai? Domain Kaise Khride?
Freenom se domain buy karne ke liye aapko sabse pahle ish website par khud ko register karna hai waise is par account kaise banate hai chaliye mai aapko step by step batata huSabse pahle aap Freenom ki website par jaiye aur khud ko register kariye Ish website par aap khud ko Facebook or Gmail ID se bhi LogIn kar sakte hai.
Free domain buy via freenom website
Ab aapko jo bhi domain name kharidna hai uska keyword yahan daal kar Check Availability me click kare.
Buy free domain via freenom
  • Ab yaha aapko aapke domain name ki free of cost availability dekhengi ab aap free wala domain .tk or .ml jo bhi aapko pasand ho select kar lijiye aur Get It Now button par click kar dijiye.
Get it now button par click karne ke baad aapka domain select ho jayega ab aap ishe register karne ke liye Checkout button par click kariye aur domain name confirm kariye.
Free domain name kaise kharide
  • Checkout par click karne ke baad ab isme Forward This Domain par aapko click karna hai aur URL field me apna domain with www (www.findmydomain.tk) type karke continue par click kar dena hai.
Freenom se free domain kaise kharide
Form fill karne ke baad jaise hi aap continue par click karenge aapka domain register ho jayega aur ek confirmation page screen par open ho jayegi.
Free domain name register kaise kare
Ab aap Freenom ke Homepage >> Service >> My domain me jaiye yaha aapko apna domain dikhega ab yahi se Manage domain option par click karke aap apne blogger blog se apne free domain ko add kar sakte hai.
Freenom free domain ko blogger se kaise jodte hai aur DNS settings kaise karte hai wo mai aapko next post par batauga
Agar aapko apne freenom free domainse related kuch sawal puchna hai ya aap domain ko blogger me add karne se related kuch sawal puchna chahte hai to wo aap niche comment me puch sakte hai.
Post pasand aaya to ise jarur share kariye.
Jai hind Vande matram

2017-05-29

Blogger Blog Ke Liye Template Download Karne Ki Top 10 Websites


Blog Ke Liye Template Download Karne Ki Top 10 Websites

Hello Friends,
Aapne jab bhi trafic bdhane ke liye kisi blog pe post pdha hoga to usme aapne ye jaroor pdha hoga ki trafic bdhane ke liye blog ka achha design ya template (theme) hona bahut jaruri hai. Aapke blog ka look jitna acha hoga utne jada visitors aapke blog par aana pasand karenge. Jis tarah aap ache kapde pahnte hai, to log aapse attract hote hai. Bilkul wese hi agar aapke blog ki theme achha hoga to aapke visitors aapke site ko jyada psnd krenge.

Blog ka template kaise change kiya jata hai uske baare me mai aapko bta chuka hu.. Aaj mai aapko blogger blog ke liye achhi template dene wali kuch best websites ke bare me bta raha hu. Jaha se aap free me apni pasand ki template download kar sakte ho. To chliye shuru karte hai.

1. Gooyaabitemplates

Hum sbse pehle baat krenge Gooyaabitemplates ki, Is website ki total template seo ready hai. Ye meri favorite website hai. Aap yha se apne psnd ki template download kar skte hai.

2. New blogger themes

Is website par aapko new-new template milegi. Templates ka look kaafi acha hai. lagbhag sabhi templates me Social Share or Social Widget hai. Aap Seo Ready, Mobile friendly template dekh kar hi download kare.

3. Btemplates

Agar aapko simple template chahiye to Btemplates aapke liye best option hai. Puri site simple template se bhari huyi hai. Is site par aapko sabhi template free me mil jayegi. or aap website par ja kar check kar le.

4. Sora templates

Ye website hi gooyaabitemplates ki tarah bahut hi achi site hai blog template download karne ke liye. Iski sari template mobile responsive or free hai. Template alag alag style ki hai. Aapko stylish template chahiye to aap is site ko jaroor try kare.

5. ThemeForest

Is site par aapko free template ke sath premium template bhi milegi. Aap jante hai ki achi template ko koi bhi free nahi deta. So, jo better ya jyada features wali templates hoti hai. wo paid hoti hai. Uske liye aapko paisa pay krna hota hai. Agar aap template charge dene ki hesyit rakhte hai to aap is site se saste me better templates kharid sakte hai.

6. Spicy tricks

Is site par magazine, cars, iphone, app store, music store ke liye better template share ki jati hai. Aap jis topic par blogging karte ho usi topic se related template is site par mil jayegi. Jaise aap music ke bare me blogging karte ho to aapko is site par music friendly templates milegi. Jo aapki post ko aakarshak tarike se show karegi.


7. My blogger themes

8. Fresh design web

9. Design scrazed

10. Best blogger templates


Dosto Ye the 10 Best Websites Jaha se aap free me apne blogger blog ke liye templates download kar skte hai. Agar aapko humara ye post psnd aaya to share jaroor kare. 

Or apne swaal humse comment ke madhyam se puchhe.

2017-05-13

Top 3 Tools Website Ki Design Responsibility / Mobile Friendly Test Karne Ke Liye

Mobile friendly test

Hey Bloggers,
Aaj iss post me mai aapko btane wala hu ki aap  kaise apne website ko check kar sakte hai ki aapka site mobile responsive hai ya nahi. Or aapka site android, ipad, iphone, keypad phone, windows, tablet or other screen size ke liye responsive hai ya nhi.

Dosto, agar aap chahte hai ki aapke site pe jyada traffic ho or jyada se jyada reader aapke site ko read kare to aapke blog ka responsive hona or saari devices pe properly open hona bahut jaruri hai. To ab sbse bda swal aata hai ki kaise pata kare ki aapka site responsive hai ya nhi?
To mai aapko iss post me kuch aise top tools ke baare me btane wala hu jisse aap apne site ko responsibility aasani se test kar skte hai.



Aapne agar google pe search kiya hoga ki Blog Ki Trafic Kaise Bdhaye to aapko samne hzaaro articles aa gye honge. Or aapko sab me ek chiz comman milegi ki site ki traffic bdhane me site ka loading time kam hona chahiye. But agar aapke site par mobile readers jyada ho or computer readers kam ho to aapke site ka responsive hona bahut jaruri hota hai.

Top 3 Website Responsibility Tester



1. Responsinator 

Responsinator Mobile friendly test

Responsinator tool ko site ki different device me responsibilty test karne ke liye banaya gaya hai. Ye meri favourite tool hai. Isme aap iPhone 5 Portrait-Width: 320px, iPhone 5 Landscape - Width: 568px, iPhone 6 Portrait - Width: 375px, iPhone 6 Landscape - Width: 667px, iPhone 6 Plump Portrait - Width: 414px, iPhone 6 Plump Landscape - Width: 736px, Crappy Android Portrait - Width: 240px, Crappy Android Landscape - Width: 320px, Android (Nexus 4) Portrait - Width: 384px, Android (Nexus 4) Landscape - Width: 600px, iPad Portrait - Width: 768px and iPad Landscape - Width: 1024px Screen Size par site responsibility test kar sakte ho.

2. Google Mobile Friendly Test

Google Mobile friendly test

Ye tool google ka hai. Isme aap sirf Android Phone ke size par apni responsibility test kar skte hai.


3. Responsive Web Design Testing Tool 

Mobile friendly test

Ye tool bhi kaafi achha hai. Isme bhi aap alag alag screen size ke device par apni site ki responsibility test kar skte hai.




I hope, aapko iss post ko pdhne ke baad apne site ki responsibility check karne me aasani hogi. Inn sb tools ke alawa bhi bahut saari tools hai. But ye tino best hai. Aapko jo tool psnd aaye aap uska use kar skte hai.

Agar aapko humara ye post psnd aaya ho to share jarur kare. Or aapko inn sb me se kon sa tool aapko psnd aaya hume comment karke jarur btaye.


2017-05-07

Blogger Ke Sabhi Post Me Adsnese Ads Kaise Lgaaye | Blogger की सभी Post में Adsense के Ads कैसे लगाते हैं

Blogger Ke Sabhi Post Me Adsnese Ads Kaise Lgaaye | Blogger की सभी  Post में Adsense के Ads कैसे लगाते हैं


New Bloggers के साथ ये एक बड़ी Problem होती है कि हर Post में Adsense के ads paste करने परते हैं।  आज मैं आपको इस Article के जरिये आपको बताने वाला हूँ कि एक ही बार में अपने सारे post में adsense के ads कैसे लगाएं।  और बार बार adsense के code paste करने से छुटकारा कैसे पाएं।

Blogger की सभी  Post में Adsense के Ads कैसे लगाते हैं



ये Trick बहुत ही आसान है।  अगर आपको coding की थोड़ी बहुत जानकारी है तो आप ये  आसानी से कर सकते हैं।  सारे steps ध्यान से follow करे और कोई दिक्कत हो तो अपने सवाल हमसे comment के माध्यम से पूछे।

Step 1 :

1. अपने blog के Template tab में जाए
2. Edit HTML पर click करें

Step 2 :

अब HTML Box में click करें और Ctrl + F बटन दबाये।  और <data:post.body> code search करें।

Step 3 :

अब निचे दिए Code को copy करे और <data:post.body> से पहले Paste करें। 


"Apna AdSense Ads Code Yha Paste Kare."  की जगह अपना Adsense Ad Code Paste करें।

नोट :-

१. Blog Template में <data:post.body> कई जगह होगा।  हमें सबसे last वाले <data:post.body> से पहले code paste करना है।

२. अगर आपके blog में post में ads show नही हो रहा है तो दूसरे <data:post.body> के  ऊपर बताये code को paste करें।

३. अगर आप post के end में ads दिखाना चाहते हैं तो बताये code को <data:post.body> के निचे paste कर सकते हैं।




मुझे पता है आपको इस Article से बार-बार ads code copy-paste करने से छुटकारा मिला होगा।  और आपकी काफी help हुई होगी।  तो please इस article को share करना न भूले।  साथ ही हमारे blog को subscribe करें।


 

2017-05-06

Blog Ki Traffic Bdhane Ke Liye 15 Tips | Top15 Tips To Increase Traffic Instant

Blog Ki Traffic Bdhane Ke Liye 15 Tips | Top15 Tips To Increase Traffic Instant

Ek new blog bnane ke baad uspe visitors ka hona bhut hi jyada jaroori hai. Har ek blogger sochta hai ki mai kya kru jo mere blog pe jyada se jyada visitors aaye. Kyuki hmaari site pe jitne jyada visitors honge utni jyada hmaari income hogi.

Aaj iss post me jaanenge Top15 tips jisse hum apni blog ki traffic instant bdha skte hai.

Agar aapne abhi tk apna blog nhi bnaya to apna blog bna le - Blog Shuru Kaise Kre?

Blog Ki Traffic Instant Kaise Bdhaye?


1. Blog Title
Aapke blog ka name aisa hona chahiye jise pdhne ke baad visitor smjh jaaye ki blog me kya ho skta hai. Aapke blog ka name aisa hona chahiye jo yaad rkhne me aasaan ho. Aapke blog ka name jyada bra nai hona chahiye.

2. Attracting Template
Aapke blog ka design jitna attracting hoga utne hi jyada visitors apki blog ko psnd krenge or wo aapke blog pe bar-bar aayenge.

3. Logo
Aapke blog ka ek logo jaroor hona chahiye. Jise dekhte hi visitors smjh jaaye ki ye aapka blog hai.

4. Add Links in Post
Blog ki hrr post me apni dusri post ko link jaroor kre. Isse aapke visitors aapki dusri post ko aasani se pdh paayenge.

5. Search Box
Blog ke home page pe search box jarur lgaaye. Jisse aapke visitors aapke blog me koi jaankaari search kr ske.


6. Target Audience
Iss baat ka dhyaan rkhe ki aapke blog pe aapke visitors aapke kis post ko jyada psnd kr rhe hai. Usi hisaab se aap agli post publish kre.

7. Post Image
Hmesa apni hrr post par apne post se related image jaroor add kre.

8. Writing
Apni post likhne ki style par bhi dhyaan de. Khi koi mistake ho to solve kre. Aapka typing Style aisa hona chahiye jo aapke visitors ke smjh me aaye.

9. Fast Answer All Comments
Aap apne visitors ke swaal ka jbab jldi dene ki kosis kre. Kyuki aap jitn jldi unke questions ka answer denge. Ho skta hai wo next question puchhne bhi aapke blog pe hi aaye.

10. Link FB Fan Page
Apne blog ke liye facebook pe ek fanpage bnaaye or apne website ke sath attach kre.

11. About Us
Apne Blog Pe ek about us page jaroor bnaaye. Jisme apne baare me or apne blog ke baare me likhe. Taki aapke visitors aapke baare me jaan ske.

12. Contact Us
Apne blog pe contact us page bnaaye. Taaki aapke visitors aapse contact kr ske.

13. Social Media
Apne hrr post ko social media pe share kre. Jisse aapki traffic bhut jyada bdhegi.

14. Right Time
Agar aap chahte hai ki aapke blog pe jyada se jyada visiors aaye to jbb aapke blog pe jyada visitors aate hai uss time pe apna post publish kre. Ya aap koi ek time choose kr le or roz usi time pe post publish kre.

15. Post Continue
Traffic bdhane ke liye continue post kre. New bloggers ke liye daily ek post krna bhut jaroori hota hai.






Aapko ye post kaise lgi hme comment krke jaroor btaaye or is post ko share krna na bhoole.

2017-05-04

Blogging Karne Ke 10 Fayde Jo Aapko Jarur Janne Chahiye

Blogging ke fayde


Bhut se log ke mind me ye question hota hai ki Blogging se kya benifits hai? Blogging se hme kya milega? Hum blogging kyo kre? Blogging ke fayde kya hai?
Inn sare swalo ka jbab mai aapko iss post me share krne wala hu.

Kai baar aisa hota hai ki hum blogging shuru krte to hai but traffic ya earning kmm hone ki wajah se hum bore ya presan ho jate hai. Aur blogging krna chor dete hai.
Dosto, Mera manna hai ki kisi bhi lakshya ko pane ke liye hme patience (Dhiraj) ki bhut jarurat hoti hai. Aur patience ke sath sath hard work bhi jaruri hota hai.

Jyada log sochte hai ki Blogging krne ka ek hi fayda hai aur wo hai paise kmana. But, aisa nhi hai. Paisa kmaane ke alawa bhi blogging ke bhut sare benifits hai.

Aaj iss post me hum janenge ki Blogging krne ke fayde kya kya hai. To chliye shuru krte hai. :-)

Blogging Karne Ke 10 Fayde





1. You Will Become Your Own Boss

Blogging krne ke sbse bda fayda hai ki aapko kisi ke under kaam nhi krna prega. Apna boss aap khud rhenge. Blogging me aapko apne trike se kaam krne ki puri aazaadi rhegi aur aap jis time chahe kaam kr skte hai. Jb mnn ho chhutti le skte hai. Aap apni dream life jii payenge.

2. Your Writing Skills will Improve

Jitna jyada aap likhenge utna hi jyada aapki writing skill improve hogi. Aapki likhne ki style me improvement hogi. Aap blogging krenge to aap ek sentence par 3000 words ki article likh payenge.

3. You Can Earn Unlimited Money

Time ke sath sath Blogging Industry me bhi kaafi improvement aayi hai. Ab india me bhi log Blogging ko apna Full Time Profession choose kr rhe hai.

Waise aapko mai bta du ki aisa nhi hai ki aap blog shuru krenge aur aapki earning hone lgegi. Earning ke lie aapko patience ki jarurat hoti hai. Earning dheere dheere bdhta hai.

Blogging Industry me kaafi log achha paisa earn kar rhe hai. Aap bhi agar blogging krte hai to aap bhi paisa earn kar skte hai.

4. Your Knowledge Will Improve

Aap blogging krenge to aap jis topic pe apna blog shuru krenge uss topic ke baare me aap master ho jayenge. Sath hi sath aap dusre topics se related bhi bhut kuch sikhenge.

Aapko Designing aur Programming field me bhi kaafi knowledge ho jayegi. Jaise HTML aur CSS.

5. Time Management

Aap jbb blogging field me aate hai to aap time ko manage krna sikh jaate hai. Aap time ko manage krte hai ki iss time pe ye krna hai iss time pe wo krna hai.



Aur aap timepass krne ki jagah apna time blogging ko de skte hai. Isse aapka kimti time waste nhi hota.

6. You Become Entrepreneur

Jab aap khud ka kaam krte hai to apke andr josh rehta hai. Aap apna kaam kisi bhi kimat me pura krna krne ke chaah rkhte hai. Aur wo kaam pura bhi krte hai.

Issi tarah jab aap blogging krte hai to aap apne blog ko popular bnane aur trafic laane ke liye apna saara energy aur sara knowledge lga dete hai. Aur fir apne blog ko ek organisation ka roop dene ki koshish krte hai. Jisse aapke andar entrepreneur bnne ki quality aane lgti hai. Iss tarah se aap ek bahut hi bde entrepreneur ban skte hai.

7. You Will Be Able To Express Yourself

Blogging ek aisa platform hai jiske jariye aap kisi field jaise business, personal finance, cooking, politics, photography, marketing, sports, health, etc.  Jisme bhi aapka interest hai uss field me apne thoughts, ideas aur knowledge dusre logo ke sath share kar sakte hai.
Aap jb apne ideas share krenge to aap khud ko express krna achhi tarah sikh jayenge.

8. You Will Popular

Aap blogging krenge to log aapko janne lgenge. Aap popular ho jayenge. Aap ye kehne me kaafi achha feel krenge ki mai ek blogger hu.

9. You Will Learn Something New Every Day

Jo log blogging krte hai wo roz kuchh n kuchh nya sikhte rehte hai. Kyuki wo hmesha chahte hai ki wo apne readers ke lie kuchh nya article likhe. Aur readers ko kuchh nya dene ke sath sath wo khud bhi roz kuchh n kuchh sikh lete hai.

10. Better Communication Skill

Aap jb ek new article publish krte hai to aapke readers kuchh comment krte hai. Aur unn comments me kuchh comment negative bhi hote hai. Par aap khud ke emotions ko control krke us negative comment ka positive reply dete hai. Isse aapki skill kaafi improve hoti hai aur aapko puri duniya se interact krne ka mauka milta hai.




Dosto, iss post me bss itna hi. Agar aapko hmara ye post psnd aaya to iss post ko jyada se jyada share kre. Taaki har begginer blogger iss post ko pdhe aur iss post se wo kuchh nya sikhe aur unko apne blog ko success bnane me madad mile.

Aap apne swaal humse comment krke puchh skte hai. Hm aapke har swal ka jbab jald se jald denge.

2017-04-16

Blogger Blog में Template का Backup कैसे लें । New Template कैसे Upload करें

Template upload, template download, template Backup, blog backup, abhinavajmods

हेल्लो दोस्तो,
आपने अपना Blog बना लिया तो अब आपको ये जानना जरूरी है कि हम अपने Blog के Template या Theme का Backup क्यों और कैसे लेते हैं।

Blog के Template का Backup लेना क्यों जरूरी है?


बहुत से ऐसे blogger होते है जो सोचते हैं कि हमारा template हमारे blog पर तो है ही तो हम उसका backup क्यों ले। इसकी जरूरत ही क्या है।
दोस्तो, मैं आपको बता दूं कि Blogger के template में हम जो editing करते हैं तो कभी कभी ऐसा हो जाता है कि हम गलत Coding कर देते हैं जिससे हमारा blog damage हो जाता है या other कोई problem हो जाता है।
और अगर आप अपने template का backup लिए रहेंगे तो आप आसानी से अपने blog के template को restore कर अपने blog को ठीक कर लेंगे। इस post में मैं आपको बताने वाला हूँ कि हम अपने blog के template का backup कैसे लेते है और Template को restore या new template upload कैसे करते हैं।

Blogger Blog में Template का Backup कैसे लिया जाता है



मैं आपसे कहना चाहूंगा कि आप जब भी अपने blog के साथ कुछ नया करें। या हम कह सकते हैं कि अपने template को edit करें उससे पहले आप template का backup ले लें। इससे आपका blog safe रहेगा।

Step 1 : Blogger में Login करें
Backup template restore template

backup template


1. Theme पर click करें
2. Backup/Restore पर click करें
3. Download Full Template पर click करें

अब आपको एक फ़ाइल download करने के लिए कहा जायेगा उसे download कर लें।
अब आपके पास अपने blog के template का backup आ गया है। आइये अब जानते है कि template के backup को restore कैसे करते हैं। मैं आपको बता देना चाहता हूँ कि जैसे Backup को Restore किया जाता है वैसे ही New Theme या New Template upload किया जाता है। So, आप confuse ना हों।

Template के Backup को Restore कैसे करें या New Template कैसे Upload करें



Step 1 : अपने blogger account में login कीजिये
Upload new theme to blogger


1. Template पर click कीजिये
2. Backup/Restore पर click कीजिये

Step 2 : अब एक Pop-up window open होगा
Choose file and upload template


1. Choose File पर click कीजिये और आपने जो .xml file download किया है वो अपने computer से choose कीजिये

2. अब Upload पर click कर दीजिए

 अब आप देख सकते हैं कि आपका आपका template upload हो चुका है। आपकी जानकारी के लिए मैं आपको एक बात बताना चाहूंगा कि Blogger का template हमेशा ऐसा file होगा जिसके अंत मे .xml लिखा होगा।




मुझे आशा है कि आपको हमारा ये post पसन्द आया होगा। अपनी खुशी जाहिर करने के लिए इस post को share जरूर करें। और हमारे facebook page को like करना न भूलें।

आप अपनी परेशानी या सुझाव हमे comment box में लिख के बता सकते है। हम आपकी परेशानी जल्द से जल्द दूर करने की कोशिश करेंगे।

2017-04-06

Blogger Blog Me Custom Domain Ke Sath Free Me HTTPS Enable Kaise Kare? Free Cloudflare SSL Setup Kaise Kare?

Blogger Blog Me Free Cloudflare SSL Setup Krke Blog Ko Secure Kaise Kre

Hello Bloggers, Mai aapse kuchh question puchhna chahta hu.

Kya aap chahte hai ki aapka blogger blog professional dikhe?
Kya aap chahte hai ki aapka blog secure ho jaaye?
Kya aap chahte hai ki aapka blog fast open ho?
Kya aap chahte hai ki aapke blog av jitna SEO Optimized hai usse khi jyada ho jaaye?
or Blogger blog pe Free me SSL Certificate kaise enable krte hai??

Agar aapka jwaab haa hai to aap sahi jagah pe post padh rhe hai. Hum sab jaante hai ki Blogger Platform free me SSL HTTPS Certificates deta hai. Par wo sirf blogspot domain ke liye available hota hai. jaise www.yourdomain.blogspot.com

To kyu naa hum ye sikhe ki Blogger me Custom Domain pe bhi free me SSL Certificate enable kre. Free SSL enable krke aap apne blog ko HTTP se HTTPS kr skte hai. Jisse aapka blog pehle se jyada secure ho jaayega.

SSL Certificates Blog Par Use Krne Ke Fayde


  • Aapka blog pehle se professional dikhega.
  • SSL Certificate aapke blog ko hackers se protect krega.
  • Aapka blog secure or fast ho jayega.
  • HTTPS use krne pe aapke blog ka ranking google me upar ho jaayega.
 Note :- Agar aap SSL Certificate enable kr lenge to fir disable nhi hoga.

SSL Certificate Enable Kaise Kre


Step1 : Sbse pehle aapko apne blog ko cloudflare se connect krna hoga. Iske liye ye post pdhe Blog Par Free Cloudflare CDN Setup Kaise Kre (Full Guide)

Step2 :  Ab aapko cloudflare me SSL Certificate activate krna hai.















1. Crypto tab pe click kre
2. SSL Selection me se Flexible choose kre.

 Congratulations, aapke blog ke lie cloudflare me SSL active ho gya hai.

Step3 : Ab aapko apne blog ko HTTP se HTTPS pe redirect on krna hai. Yah sbse important hai. Niche diye steps ko carefully follow kre.
 















1. Page Rules tab me jaaye
2. Create Page Rule pe click krke niche diye screenshot jaise 2 Page Rule create kre. Or abhinavajmods.com ki jagah apne blog ka name daale.

























3. Page Rule create  krne ke baad Firewell tab me jaaye
4.  Security Level ko 'Low' kr de.





5. Ab cloudflare me saara work ho chuka hai. Log Out kr de.

Step4 :  Ab Apne blogger acoount me login kre. Or Template me jaake Edit HTML kre. Uske baad </head> search kre or niche diye code ko copy krke </head> se thik pehle paste kre. Or yourdomain ko change krke apne blog ka url daal de.

 

Step5 : Ab niche diye code ko search kre.


Iss code ko remove kr de or ab <head> search kre. Or niche diye code ko <head> ke thik baad paste kre.

 


Customization :

  1. yourdomain : ise apne blog ke name se change kr de
  2. BLOGID : iss jagah apne blog ka Blog ID paste kr de. Agar aapko apna blog id nhi pta to ye post  What's Your Blogger Blog ID? | Aapka Blogger Blog ID Kya Hai?   pdhe.


Step6: Ab Template ko save kr de. Aapke blog pe Free SSL Certificate enable ho chuka hai. :-)

HTTP se HTTPS Pe Jaane Ke Baad Kya Na Kre?

Update :- Search Console me New property add na kre usme apne blog ke url ke http://www.yourdomain.com hi rehne de. Agar aap new property add krenge to aapka Search Rank kmm ho skta hai. So, Sirf blog ko Https kre Search Console me nhi.



 Wrapping Up...
I hope aapko ye article pasand aaya hoga. Or mai sure hu ki ye article aapke blog ko ek kadam aage le jaayega. Or aapko blog ke search engine ranking ko bhi improve krega. Agar aapko kisi tarah hi problem hui hai to comment ke madhyam se hmse apne swaal jaroor puchhe. Or Agar aapko ye post psnd aaya to isse jyada se jyada share kre taaki dusre bloggers ko iss article se help mile.






2017-03-23

Blogger Ki Har Post Me Search Description Kaise Enable Kre?

Blogger Ki Har Post Me Search Description Kaise Enable Kre?

Blogger Ki Har Post Me Search Description Kaise Enable Kre?



Step1 - Sbse pehle blogger.com pe login kre

Step2 -
 1. Setting pe click kre.
 2. Search Prefences pe click kre.
 3. Meta Tags me Description ke saamne edit pe click kre.

Step3 -

Ab ek new window open hogi
 1. Yes pe tick kre.
 2. Yha aapko apne blog ke baare me 150Words me likhna hai. Mtlb ki aapka blog kis baare me hai wo likhna hai.
 3. Save Changes pe click krna hai



Step4 -
Jb aap new post likhenge to right side me search description pe click kre. Or post ke baare me likh skte hai.



Agar search description enable krne me aapko koi dikkat aa rhi hai to aap comment krke apne swaal puchh skte hai.

Agar aapko ye post achha lga to share krna na bhoole.