Blogger Ki Har Post Me Search Description Kaise Enable Kre?
Step1 - Sbse pehle blogger.com pe login kre
Step2 -
1. Setting pe click kre.
2. Search Prefences pe click kre.
3. Meta Tags me Description ke saamne edit pe click kre.
Step3 -
Ab ek new window open hogi
1. Yes pe tick kre.
2. Yha aapko apne blog ke baare me 150Words me likhna hai. Mtlb ki aapka blog kis baare me hai wo likhna hai.
3. Save Changes pe click krna hai
Jb aap new post likhenge to right side me search description pe click kre. Or post ke baare me likh skte hai.
Agar search description enable krne me aapko koi dikkat aa rhi hai to aap comment krke apne swaal puchh skte hai.
Agar aapko ye post achha lga to share krna na bhoole.
0 comments: