Aaj mai aapke saath Freenom se free domain kaise kharidte hai uske bare me jankari share karunga. Internet par Godaddy or Bigrock ke alwa bhi kuch aise Domain reseller websites hai jo aapko free me domain name provide karti hai.
Agar aap ek proffesional hai to aapko apne blogger blog ke liye domain name ki jarurat padti hai aap domain name Big Rock or Godaddy kahi se bhi kharid sakte hai lekin jab aapke pass budget ki kami ho to aap temporary free domain name ka use kar sakte hai.Blogger Ke Sabhi Post Me Adsnese Ads Kaise Lgaaye | Blogger की सभी Post में Adsense के Ads कैसे लगाते हैं
Freenom website aapko free me domain name provide karti hai par ye aapko .com extension nahi deti hai waise aap ish website se .com bhi kharid sakte hai lekin agar aapko kharidna hi hai to Godaddy se hi kyu nahi hai na.
Freenom website par aapko free me domain to mil jati hai aur wo professional bhi lagti hai par extension me .tk or .ml di jati hai isme aapko free me .com nahi diya jata hai par aap ishe freenom website se cheap price me buy kar sakte hai.Blog Ki Traffic Bdhane Ke Liye 15 Tips | Top15 Tips To Increase Traffic Instant
Freenom Se Free Domain Kaise Register Kare?
Free domain register karne ke liye freenom website sabse best domain reseller website hai jin logo ko nahi pata ki freenom website kya hai unhe me short me batane ki koshish karunga ki Godaddy ki hi tarah freenom ek domain reseller website hai jaha par aap free or paid dono hi tarah ke domain buy kar sakte haiDomain Name Kya Hota Hai? Domain Kaise Khride?
Freenom se domain buy karne ke liye aapko sabse pahle ish website par khud ko register karna hai waise is par account kaise banate hai chaliye mai aapko step by step batata huSabse pahle aap Freenom ki website par jaiye aur khud ko register kariye Ish website par aap khud ko Facebook or Gmail ID se bhi LogIn kar sakte hai.
- Google or Facebook se LogIn karne ke baad start register your domainme click kariye Click karne ke baad aap sidhe Domain availability Checker search box me redirect ho jayenge.Blog Ki Traffic Bdhane Ke Liye 15 Tips | Top15 Tips To Increase Traffic Instant
Ab aapko jo bhi domain name kharidna hai uska keyword yahan daal kar Check Availability me click kare.
- Ab yaha aapko aapke domain name ki free of cost availability dekhengi ab aap free wala domain .tk or .ml jo bhi aapko pasand ho select kar lijiye aur Get It Now button par click kar dijiye.
Get it now button par click karne ke baad aapka domain select ho jayega ab aap ishe register karne ke liye Checkout button par click kariye aur domain name confirm kariye.
- Checkout par click karne ke baad ab isme Forward This Domain par aapko click karna hai aur URL field me apna domain with www (www.findmydomain.tk) type karke continue par click kar dena hai.
- Continue par click karne ke baad ek Form khulegi usme aapko apni information dalni hai aur phir continue button par click karna hai.Blogger Blog Me Custom Domain Ke Sath Free Me HTTPS Enable Kaise Kare? Free Cloudflare SSL Setup Kaise Kare?
Form fill karne ke baad jaise hi aap continue par click karenge aapka domain register ho jayega aur ek confirmation page screen par open ho jayegi.
Ab aap Freenom ke Homepage >> Service >> My domain me jaiye yaha aapko apna domain dikhega ab yahi se Manage domain option par click karke aap apne blogger blog se apne free domain ko add kar sakte hai.
Freenom free domain ko blogger se kaise jodte hai aur DNS settings kaise karte hai wo mai aapko next post par batauga
Agar aapko apne freenom free domainse related kuch sawal puchna hai ya aap domain ko blogger me add karne se related kuch sawal puchna chahte hai to wo aap niche comment me puch sakte hai.
Post pasand aaya to ise jarur share kariye.
Jai hind Vande matram
Jai hind Vande matram