Iss Post me mai aapko btaane ja rha hu Blog Ka Trific Turant Increse Kaise Kre.
Duniya me kroro logo ne blog bna rkha hai prr bhut km hi aise log hai jo blogging me success hai.
Iski main wajah hoti hai ki log apni website ko thik tarah se setup bhi nhi krte or paise kmaane ke liye ads se cover krr dete hai. Or jbb adsense blog ki janch krta hai to blog adhura rehta hai or blog ko resect kr deta hai.
Ab aap bhi janna chahte honge ki website ko complete kaise kre. To iss post ko dhyaan se pdhe :-)
Mai aapko website ko complete krne ya website ki traffic bdhane ke liye most popular tips btaane wala hu. Agar aap inn baato ko dhyaan me rkhenge to aapke blog ki traffic apne aap bdhti jaayegi.
Blog Ka Traffic Increse Kaise Kre?
1. Fast Loading Template(Theme) Use Kre
Ye baat hmesa dhyaan rkhe ki aapka blog jldi khulne wala ho. Agar aapka blog khulne me jyada time lega to aapke visitors boring feel krenge or wo dusri site pe chle jayenge.
2. Blog Post Me Share Button Use Kre
Aapke blog me Sharing Button isliye hona jarur hai ki agar aapke reader ko aapki post pasand aaye to wo uss post ko facebook, twitter pe share krenge to aapka traffic bdhega.
3. Blog Post Ka Title Lamba Ho
Aapke blog ke post ka title lamba hona chahiye ki google pe jb koi search kre to result match kr jaaye and google ko khojne me aasaani ho
4. Other Blogs Pe Comment Kre
Jb bhi aapko time mile aap famous blog pe comment krte rhe. Or comment me apne blog ka url bhi daal de. Isse bhi kaafi traffic bdhegi. Aap hmaare blog pe bhi comment kr skte hai.
5. About Page, Contact Page, Terms of Service Page ko Apne Blog Me Add Kre
About me page, contact page, terms of service page hone se search engine me aapke website ki ranking bdhti hai. So ye to must hai.
- Also Read : अपने Blog के लिए FeedBurner पर Account कैसे बनाएं
- Also Read : New Post को 1 मिनट के अंदर Search Engine में कैसे लाएं ( Fast Indexing Trick )
- Also Read : Top 10+ Onpage SEO Tips in Hindi New Bloggers Ke Liye
Agar aap chahte hai ki aapko aisi hi post pdhne ko mile to hmaare fan page ko like jrur kre or hme subscribe jrur kre.
Agar aapko ye post achha lga to Social Media par apne dosro ke sath share krna na bhoole.
Great Article Bro
ReplyDeleteThanks Shubham
DeleteSir mere kuchh swaal hai
ReplyDelete1. Aapke site par kitna trafic hai
2. Aap WordPress kyu use nahi karte
3. Adsense approval aapko kab mila
4. Agar mai apna blog bnata hu to mai kitna paisa kama sakta hun
1. AbhinavAjMods ke daily 1200-1300 pageviews hai
Delete2. Mai jaldi hi Wordpress par jane wala hu
3. Mujhe adsense approval 17 March ko mila
4. Agar aapke site par 2000 monthly pageviews hote hai to aap approx 1$ earn kar sakte hai. Aisa nai hai ki aap 1dollar earn kar hi lenge. Ye sirf maana gya hai ki 2000 pageviews par 1$ earn ho sakta hai.